Life Partner (2009) - Lyrics
Posted by AdminAug 9

Director: Rumi Jaffery
Music Director: Pritam Chakraborty
Movie Cast: Fardeen Khan, Tusshar Kapoor, Govinda, Genelia Dsouza, Prachi Desai, Anupam Kher
Aage Aage Dekhe Ja Tu
(Ai Jaanemann Tu Ruk Ja Jara
Itana Toh Bata De Mujhse Kyun Hai Khafa) - 2
Hai Ishq Ki Yeh Halaki Si Saja, Tune Chakhaaya Thoda Maja
(Aage Aage Dekhe Ja Tu Ke Hota Hai Kya) - 3
Gusse Ka Hai Kaaran Kya Chal Itna Toh Bata
Aakhir Isse Ho Gayi Hai Sidhi Kya Khata
Tune Toh Bas Kaant Diya Ik Pal Mein Mera Patta
Aise Chhod Na Tu Mujhko, Aise Chhod Na Tu Isko
Mujhko Chhoti Baaton Se Yuun Mujhko Bore Nahi Kar Tu
Yuun Hi Dikhalaane Ko Juti Aahein Nahi Bhar Tu
Mera Chhod Pichha Waapas Ja Apne Ghar Tu
(Maine Jaan Liya Tujhko) - 2
Pyaar Ka Jo Bhoot Sar Pe Aaya Hai Tere
Abhi Toh Samajh Mein Nahi Aaya Hai Tere
(Aage Aage Dekhe Ja Tu Ke Hota Hai Kya) - 3
Achchha Jo Huwa So Huwa Jaane Bhi De Tu
Thoda Apane Paas Mujhako Aane Bhi De Tu
Kitana Mujhko Pyaar Hai Samjhaane Bhi De Tu
(Ab Toh Maan Bhi Ja Jaanam) - 2
Main Na Mana Tu Majanu Yeh Samajhaana Mujhe
Aise Jhute Muthe Sapane Dikhala Mat Mujhe
Chikani Chupadi Baaton Se Tu Behala Mat Mujhe
(Inn Baaton Mein Nahi Dum) - 2
Itni Jo Bigade Toh Phir Woh Banati Nahi
Itni Jyaada Joro Se Woh Milati Nahi
Aage Aage Aa Ha Aage Aage O Ho
(Aage Aage Dekhe Ja Tu Ke Hota Hai Kya) - 3
Gunji Angana Mein Shehnaayi
Hey Ji Re Ey Hey Ji Re
Aati Turi Tak Tak Tere, Ne Maathe Muh Gayena
Jhol Samajha Agar Koi Toh Kya Kare
Are Re Re ..
Ho Ho Ho Ho Ho..
(Gori Sharmaayi Mann Mein Muskaayi, Gunji Angana Mein Shehnaayi) - 2
(Baaje Gali Mein Dhoil, Gori Ghungata Toh Khol) - 2
Pi Se Milan Ki Ghadi Aayi
Gunji Angana Mein Shehnaayi, Gori Sharmaayi Mann Mein Muskaayi
(Gunji Angana Mein Shehnaayi) - 2
(Hey Dono Hatheli Mehandi Hai Kaisa Rang Laayi) - 2
(Ang Ang Haldi Jo Lage Mehaki Mehkaayi) - 2
(Mehaka Jo Yuun Tan Mann, Badhane Lagi Dhadkan) - 2
Anjaani Khushiya Hai Lehraayi Ha Ha
Gunji Angana Mein Shehnaayi, Gori Sharmaayi Mann Mein Muskaayi
(Gunji Angana Mein Shehnaayi) - 2
Hey Ji Re Hey Ji Re Ji Ji Ji Ji Ji Ji…. Ji Re
(Gaati Hai Galiya Gaate Hai Saare Chaubaare) - 2
(Baaraat Aayi Sapano Ki Gori Ke Dwaare) - 2
(Paayal Chhanakane De, Kangana Khanakane De) - 2
Masti Hawaao Mein Hai Chhayi, Ja
Gunji Angana Mein Shehnaayi, Gori Sharmaayi Mann Mein Muskaayi
(Gunji Angana Mein Shehnaayi) - 2
Kuke Kuke Koyaliya Kuke
Kuke Kuke Koyaliya Kuke, Kuke Kuke Koyaliya
Aa Aa .. Dhundhe Dhundhe Piya Ko Mann Dhundhe, Dhundhe..
(Ku Ku Ku Kuke) - 3 Kuke
Gaana Tum Jo Gaate Ho, Dil Bahot Jalate Ho
Sur Jo Tum Lagaate Ho, Sur Hai Aathava
Gaana Gaanewale Gaane Ke Ho Matwale
Yeh Bataao Betaale Taal Hai Kahaan
O Ye O Aawaaz Bhi Kya Hai, O Ye O Kaano Ki Saza Hai
O Ye O Jo Bhi Sunata Hai, O Ye O Kehe Bas Karo Bas Karo
(Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Sitam Dhaane Se
Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Bura Gaane Se) -2
Kuke Kuke Koyaliya Kuke, Kuke Kuke Koyaliya
Aa Aa Dhundhe Dhundhe Piya Ko Mann Dhundhe, Dhundhe..
(Ku Ku Ku Kuke..) -3 Koyaliya
Dil Jo Lubhaaye Pyaar Jataaye
Woh Jo Bhi Gaaye Humako Lage Bhala
Jo Sur Ko Chode Taal Ko Tode, Daudaaye Ghode Pakado Uska Gala
O Ye O Mera Pyaar Hai Gehara, O Ye O Tere Pyaar Hai Behara
O Ye O Dil Thehara Thehara, O Ye O Kahe Bar Karo Bas Karo
(Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Sitam Dhaane Se
Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Bura Gaane Se) -2
Woh Jo Na Bole, Hont Na Khole
Baagho Mein Dole Hame Woh Pasand Hai
Ja Re Deewane Tu Yeh Na Jaane
Jo Dil Ki Na Maane Wohi Akalmand Hai
O Ye O Band Kar Yeh Baaja, O Ye O Chal Hosh Mein Aaja
O Ye O Abb Tum Mere Raaja, O Ye O Jara Bas Karo Bas Karo
Gaana Tum Jo Gaate Ho, Dil Bahot Jalate Ho
Sur Jo Tum Lagaate Ho, Sur Hai Aathava
Gaana Gaanewale Gaane Ke Ho Matwale
Yeh Bataao Betaale Taal Hai Kahaan
O Ye O Aawaaz Bhi Kya Hai, O Ye O Kaano Ki Saza Hai
O Ye O Jo Bhi Sunata Hai, O Ye O Kehe Bas Karo Bas Karo
(Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Sitam Dhaane Se
Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Bura Gaane Se) -4
Kuke Kuke Koyaliya Kuke, Kuke Kuke Koyaliya
Aa Aa Aa… Dhundhe Dhundhe Piya Ko Mann Dhundhe, Dhundhe..
Ku Ku Ku Kuke Koyaliya Aa Aa..


